Best motivational stories
yh bat us time ki hai jb school nahi hua karte the. Or study ke lie gurukul hote the. Study ke lie savsabhi ko gurukul me hi rahna hota tha.
us time sadhu mahatma hi sabhi ko education dete the. Vidya prapti ke bad jb kisi student ki education puri ho jati tgthi to guru usko ek last shiksha dete the, jo uske jiwan se jiwan se judi hoti thi.
Ese aashrm me padhai krne vale ek yuvak ki shiksha puri hui to guru ne use sikh dene ki lie apne pas bulaya.
or guru apna munh kholte hai or shishy ko munh me dekhne ka kahte hai.
student ko bahut tajjub hua ki guru ne esa kyo kaha hai. Prntu guru ki aagya ko mankr unke munh me dekhne lga.
Read Also
गुरू और शिष्य की कहानी Guru or shishy ki kahani in hindi
पंचतंत्र की कहानी - शेर और गीदड़
hindi story on true friendship
Hindi prerk kahani
guru shishy se swal puchhte h ki mere munh me kya dikhai diya?
Shishy kahta hai-"guruji apke munh me to kewal juban hi hai dant to hai hi nahi.
Guruji ne muskurate hue kaha ki -"jb mera jnm hua tb bhi juban mere munh me thi or dant 2 sal bad men aae the. Lekin to bhi dant pahle sath chhod gae. "
Shishy ne kaha yh bat to sahi hai, lekin esa kyon?
Guru ne kaha -"vts dant kathor the or juban mulaym . Dant apni kathorta ke karan jldi tut gae or juban apni mulaymta ke karan avhi tk mere sath hai."
"Ji Guruji"
Guru ne kaha -" vts isse yh shiksha milti hai ki hm jitne kathor rahenge utne jldi tod die jaoge or jitne nmr rahoge itna jyada aage tk jaoge.
Shishy ne Guruji ki bat ko apne mn me utar kar vah apne ghar ki or rwana ho gya.
शिक्षा - इससे हमे यह सीखना चाहिए कि हमे अपनी life मे कठोर नही होना चाहिए । बल्कि सबके साथ नम्रता से बात करनी चाहिए । कठोरता से दोस्त की जगह दुश्मन ज्यादा बनते है ।
No comments:
Post a Comment